Blog(ब्लॉग) kya hai aur apna Blog kaise Banaye

Blog kya hai
Kisi website jaha par aap kuch sikhte hain aur uski jankari aap apne website mein dete hain ek article ya post ke rup mein usay blog kahte hain.
Blog ka kam hai ki jo search kiya Gaya Hai uski Jankari dena
Jaise agar aap kisi chij ki jankari Lena Chahte Hain To aap Google par search karte hain Google yah Jankari aapko Kai website se a Dikhta Hai. yah Sare website ko blog Kaha jata hai.
Udaharan ke rup mei.
Agar aapane search kiya hai hai apne business ke liye website Kaise banaen
To Google aapko Kaisa Sara Jankari Mahiya Karega Jahan per aap Sikh sakte hain ki aap apne business ke liye website Kaise banaen
Usmein aapko jo result Google Ne dikhaya vah Sab Ek ke block hai agar aap use click kar Adhik Jankari Lena Chahte Hain To aapko sari Jankari mil Jayegi
Kya Blog, Blogging aur Blogger kar ek hi hai.
Ji Nahin blog, blogging or blogger teenon alag chij hai.
Blog ek website ko kaha Jata Hai Jahan Aap Ko Kisi chij Ke Upar Puri Jankari milati hai. Yah Jankari aapko likhi ya video ya gane ke roop mein bhi ho sakta hai.
Blog likhane ka prakriya ko blogging Kaha jata hai hai. Blogging ka Arth hai ki aap Kuchh Jankari likh rahe hain Apne block per.
Blogger unhen Kaha jata hai jo block ko Apna profession ke roop mein chunte hain. Jaise doctor Ek profession hai aur vaise hi aaj ke Jamane Mein blogger Bhi Ek profession hai. jo log blogging ya block se Jude hue hain unhen blogger kya kaha jata hai

Apna blog Kaise banaen
Agar aap technical knowledge rakhte hain to blog banana Kafi Aasan hai aur aap apna block Kuchh hi der Mein bana sakte hain.
Per agar aapane kabhi blog Nahin banaya hai to aapko yah Jankari Lene mein thodi time lag sakti hai aur ek acha blog Banane mein aapko thodi pareshani a sakti hai
Blog banane ke liye aapko 3 chijon ki jarurat padati hai
- Domain name
- Hosting
- Blogging software
1. डोमेन नेम – Domain Name
Domain name ka matlab hai jo aapka blog ka naam hota hai Jaise Hamara blog ka naam hai bloggerguruji.com ise hi domain name Kaha jata hai
Domain name Ek Hi website ke liye hota hai aur usse dusra Koi istemal nahin kar sakta domain-name ko aap namecheap se khareed sakte hain aur yah Kafi Sasta Mein Milta Hai
Domain name kharidne ke liye ho Rs.1000 se bhi Kam rupya Lagta Hai

2. होस्टिंग – Hosting
Hosting ka matlab hai apne block ke sare files aur folder score online Le Aana. Sadharan sath mein kha Jaaye to iska matlab hai ki aapke website ke sare files internet mein rahte hain. jisse Koi bhi kabhi bhi kahin se bhi dekh sakta hai aur aapki Puri Jankari Le sakta hai.
Hosting ek harddisk Ki Tarah hai jo aap online istemal kar sakte hain. jJaise aap apne computer ke hard disk mein koi photo video ya Kuchh Bhi Jankari rakhte hain aur usse aap apne computer se Jab man Kare tab tab Mal kar sakte hain Usi Tarah hosting main aapko website Ka Sara jankari e Rahega aur usse koi bhi aapke domain-name ke dwara sari Jankari Le sakta hai.

Hosting To Aise Kai Prakar Ke Hain per aapko shared hosting lena hai aur posting lene ke liye bluehost ya Hostgator istemal kar sakte hain.
Ya link Mein click Karen Agar aapko hosting ki Adhik Jankari chahie
3. ब्लॉगिंग सॉफ्टवेयर – Blogging Software
Domain name for hosting kharidne ke bad aapke pass to Naam aur Apna online check hard disk aa chuka hai jisse hosting Kahate Hain.
Per abhi bhi Hua hosting khali hai aur agar aap apne domain-name se Apna hosting account mein Jaate Hain To aapko vahan per Kuchh Nahin milega

Kyunki Ek block chalane ke liye aapko blogging software ka bhi istemal karna padta hai.
Per Chinta mat Kariye blogging software free hai aur yah Duniya ka sabse Jyada istemal Kiya jane wala software hai.
is blogging software ka naam hai WordPress
BloggerGuruji bhi WordPress Mein banaa Hua Hai. WordPress ke liye aapko Koi rupya dene ki jarurat nahin hai aur isase apne hosting account mein install karna bhi bahut Aasan hai.

WordPress install karne ke liye yah video Dekhe yah is link Mein click kar Adhik Jankari Le sakte hain

Hello sir 😊
main aapko lagbhag 1 sal se follow kar raha hun
aapse bahut kuch sikhne ko mila
aapse inspire hokar maine bhi ek blog chalu kiya hai hai
https://www.sreestudy.com
please dekhkar bataye kya sudhar karu
thank yo so much sir 😊
Hi Pushkar,
Apka blog kag design acha heh. Apna featured image koh change kariye, joh dekhne meh acha lage aur sath hi user koh pata chale ki woh kya heh.
Aur apna blog post koh minimum 500 words kare.
Blogging kah complete free course meh join karlo, apko sara details mil jayega https://bloggerguruji.com/courses/free-blogging-course/